Kaise piya se main kahoon mujhe kitna pyaar hai
Kaise piya se main kahoon mujhe kitna pyaar hai
Aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
Hoga milan apna mujhe aitbaar hai
Hoga milan apna mujhe aitbaar hai
Aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
Kaise piya se main kahoon mujhe
Aayenge jab woh saamne
Baahon mein main bhar loongi
Aayenge jab woh saamne
Baahon mein main bhar loongi
Maanoongi unki baat ko
Unse zid na karoongi
Chhaane lagi hain madhoshiyaan
Hai, kya khumaar hai
Chhaane lagi hain madhoshiyaan
Hai, kya khumaar hai
Aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
Kaise piya se main kahoon mujhe
Unke ghar mein umer bhar rani banke rahoongi main
Unke ghar mein umer bhar rani banke rahoongi main
Har khushi doongi unhe
Unka dukh bhi sahoongi main
Dil diya unko unhi pe jaanisaar hai
Dil diya unko unhi pe jaanisaar hai
Aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
Kaise piya se main kahoon mujhe kitna pyaar hai
Aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
Hoga milan apna mujhe aitbaar hai
Aankhon ko intezaar hai dil beqeraar hai
Otras canciones de Lata Mangeshkar
Cuando nos gusta mucho una canción, como podría ser tu caso con Kaise Piya Se de Lata Mangeshkar, deseamos poder cantarla conociendo bien la letra.
Siéntete como una estrella cantando la canción Kaise Piya Se de Lata Mangeshkar, aunque tu público sean solo tus dos gatos.
Un motivo muy usual para buscar la letra de Kaise Piya Se es el hecho de querer conocerla bien porque nos hacen pensar en una persona o situación especial.
Esperamos haberte ayudado con la letra de la canción Kaise Piya Se de Lata Mangeshkar.
Apréndete las letras de las canciones que te gustan, como Kaise Piya Se de Lata Mangeshkar, ya sea para cantarlas en la ducha, hacer tus covers, dedicarlas a alguien o ganar una apuesta.