¿Quieres conocer la letra de Afreen Afreen (feat. Momina Mustehsan) de Rahat Fateh Ali Khan ? Estás en el lugar adecuado.
Afreen Afreen (feat. Momina Mustehsan) es una canción de Rahat Fateh Ali Khan cuya letra tiene innumerables búsquedas, por lo que hemos decidido que merece tener su lugar en este sitio web, junto con otras muchas letras de canciones que los internautas desean conocer.
aisa dekha nahi khoob-soorat koyi
jism jaise ajanta ki moorat koyi
jism jaise nigaahon pah jaadu koyi
jism naghmah koyi
jism khush-bu koyi
jism jaise mahakti hui chaandani
jism jaise machalti hui raagini
jism jaise kih khilta hua ik chaman
jism jaise kih sooraj ki pahli kiran
jism tarsha huwa dil-kash o dil-nisheen
sandaleen sandaleen
marmareen marmareen
husn-i jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
husn-i jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
aafireen aafireen
aafireen aafireen
tu bhi dekhe agar to kahe ham-nisheen
aafireen aafireen
aafireen aafireen
husn-i jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
husn-i jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
jaane kaise baandhe tu ne akhiyon ke dor
man mera khincha chala aaya teri or
mere chehre ke subh zulfon ki shaam
mera sab kuchh hai piya ab se tere naam
nazron ne teri chhuwa
to hai yih jaadu hua
hone lagi hoon main haseen
aafreen
aafreen
aafreen
chehra ik phool ki tarh shaadaab hai
chehra us ka hai ya koyi mahtaab hai
chehra jaise ghazal chehra jaan-i ghazal
chehra jaise kali chehra jaise kanwal
chehra jaise tasawwur bhi tasweer bhi
chehra ik khaab bhi chehra taa’beer bhi
chehra koyi alf lailawi daastaan
chehra ik pal yaqeen chehra ik pal gumaan
chehra jaisa ke chehra kaheen bhi nahi
maah-ru maah-ru maah-jabeen maah-jabeen
husn-i jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
husn-i jaanaan ki ta’reef mumkin nahi
aafireen aafireen
aafireen aafireen
tu bhi dekhe agar to kahe hamnisheen
aafireen aafireen
aafireen aafireen
husn-i jaanaan ki tareef mumkin nahi
aafreen
aafreen
aafreen
aafreen
aafreen
Otras canciones de Rahat Fateh Ali Khan
Existen muchos motivos para querer conocer la letra de Afreen Afreen (feat. Momina Mustehsan) de Rahat Fateh Ali Khan .
La razón más común para desear conocer la letra de Afreen Afreen (feat. Momina Mustehsan) es que te guste mucho. Obvio ¿no?
Cuando nos gusta mucho una canción, como podría ser tu caso con Afreen Afreen (feat. Momina Mustehsan) de Rahat Fateh Ali Khan , deseamos poder cantarla conociendo bien la letra.
Si tu motivación para haber buscado la letra de la canción Afreen Afreen (feat. Momina Mustehsan) ha sido que te superencanta esperamos que puedas disfrutar cantándola.
Siéntete como una estrella cantando la canción Afreen Afreen (feat. Momina Mustehsan) de Rahat Fateh Ali Khan , aunque tu público sean solo tus dos gatos.
Creemos que es importante advertir que Rahat Fateh Ali Khan , en los conciertos en directo, no siempre ha sido o será fiel a la letra de la canción Afreen Afreen (feat. Momina Mustehsan) … Así que es mejor centrarse en lo que dice la canción Afreen Afreen (feat. Momina Mustehsan) en el disco.
Apréndete las letras de las canciones que te gustan, como Afreen Afreen (feat. Momina Mustehsan) de Rahat Fateh Ali Khan , ya sea para cantarlas en la ducha, hacer tus covers, dedicarlas a alguien o ganar una apuesta.