¿Quieres conocer la letra de Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai de Veer Zaara? Estás en el lugar adecuado.
Si llevas mucho tiempo buscando la letra de la canción Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai de Veer Zaara, empieza a calentar la voz, porque no podrás parar de cantarla.
Jaane kyun, khwaabon ka mausam hai, aur main hoon
Mausam hai, aur main hoon
Jaane kyun, yaadon ki shabnam hai, aur main hoon
Shabnam hai, aur main hoon
Yaadein, laayi hain, khushiyaan bhi, aansoo bhi
Jaane kyun, ik aisa sangam hai, aur main hoon
Sangam hai, aur main hoon
Barse jo rang itne saare, rangeen huwe sab nazaare -2
Lekin mera dil kahin bhi, lagta nahin bin tumhaare
Tumko, bas tumko, dil dhhoondhhe dil maange
Jaane kyun, har lamha ye sitam hai, aur main hoon
Ye sitam hai, aur main hoon
Jaane kyun, khwaabon ka mausam hai, aur main hoon
Mausam hai, aur main hoon..
Ye vaadi ab so gayi hai, kohre mein hi kho gayi hai -2
Saari fiza saans roke, gumsum si ab ho gayi hai
Saari, duniya mein, ab koyi nahin jaise
Jaane kyun, bas mera hamdam hai, aur main hoon
Hamdam hai, aur main hoon
Jaane kyun, yaadon ki shabnam hai, aur main hoon
Shabnam hai, aur main hoon
Yaadein, laayi hain, khushiyaan bhi, aansoo bhi
Jaane kyun, ik aisa sangam hai, aur main hoon
Sangam hai, aur main hoon
La la la, la la la la
Hmm… hmm… hmm… aur main hoon
Existen muchos motivos para querer conocer la letra de Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai de Veer Zaara.
Saber lo que dice la letra de Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai nos permite poner más sentimiento en la interpretación.
Creemos que es importante advertir que Veer Zaara, en los conciertos en directo, no siempre ha sido o será fiel a la letra de la canción Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai… Así que es mejor centrarse en lo que dice la canción Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai en el disco.
Esperamos haberte ayudado con la letra de la canción Jaane Kyon, Khwabon Ka Mausam Hai de Veer Zaara.