¿Quieres conocer la letra de Tere Chehre Pe Mujhe de Vinod Rathod ? Estás en el lugar adecuado.
ere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain
tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain
pyar chhupta nahi jitna bhi chhupale chahe
teri aankhon mein bhi ikaraar nazar aata hain - 2
tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain
tere baaton mein bhi ijhaar nazar aata hain
maine khwaabon mein kabhi jiski tamanna ki thi
teri surat mein woh dildaar nazar aata hain - 2
hey..
ah..
lala..
lala..
hey..
aah..
tune is dil mein machayi hai yeh kaisi hulchul
main tere pyar mein kutch aaisa hua hu paagal
tune is dil mein machayi hai yeh kaisi hulchul
main tere pyar mein kutch aaisi hui hu paagal - 2
mujhe khud mein tera deedar nazar aata hain - 2
tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain
tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain
(meri aankhon se yu neendo ko udane wale
meri dhadkan mein chup chap samane wale) - 2
meri dhadkan mein chup chap samane wale
meri chahat ka tu haqdaar nazar aata hain - 2
tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain
tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain
(ho gaya dil pe mere pyar ka kutch aaisa asar
na pata apna mujhe ma hai zamane ki khabar) - 2
na pata apna mujhe ma hai zamane ki khabar
main jahan dekhu tu har baar nazar aata hain - 2
tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain
tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain
maine khwaabon mein kabhi jiski tamanna ki thi
teri surat mein woh dildaar nazar aata hain - 2
tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain
tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain
Otras canciones de Vinod Rathod
La razón más común para desear conocer la letra de Tere Chehre Pe Mujhe es que te guste mucho. Obvio ¿no?
Saber lo que dice la letra de Tere Chehre Pe Mujhe nos permite poner más sentimiento en la interpretación.
Un motivo muy usual para buscar la letra de Tere Chehre Pe Mujhe es el hecho de querer conocerla bien porque nos hacen pensar en una persona o situación especial.
En el caso de que tu búsqueda de la letra de la canción Tere Chehre Pe Mujhe de Vinod Rathod sea que te hace pensar en alguien en concreto, te proponemos que se lo dediques de alguna manera, por ejemplo, enviándole el link de esta web, seguro que entiende la indirecta.
Esperamos haberte ayudado con la letra de la canción Tere Chehre Pe Mujhe de Vinod Rathod .